Allah
ki pehchan aur apni zaat ki pehchan me gehra taluq hai, khudi apni zaat ki
pehchan ka nam hai.
Jis
shakhs ne apne ander k insan ko pehchan liya, goya us ne Allah ko pehchan lia.
Jis
ne apne nasf ko pehchan lia aur use maat de di to usne Allah ko hasil ker lia.
Allah
ki pehchan ke liye insan ko apne ander jhankna zaruri hai, isi
tarha woh apne maqsad-e-takhleeq ko samajh sakta hai aur Allah ki marfat pa sakta hai.
There
are only two important moments in our lives one is when we are
born and the next is when we know that why are we born.
Think again...
وَلَا تَكُونُوا۟
كَٱلَّذِينَ نَسُوا۟ ٱللَّهَ فَأَنسَىٰهُمْ أَنفُسَهُمْ أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ
ٱلْفَٰسِقُونَ
और उन लोगों के जैसे न हो
जाओ जो ख़ुदा को भुला बैठे तो ख़ुदा ने उन्हें ऐसा कर दिया कि वह अपने आपको भूल गए
यही लोग तो बद किरदार हैं । सूरा अल-हश्र (الحشْر), वर्सेज: १९
Comments
Post a Comment