Allah ki pehchan aur apni zaat ki pehchan me gehra taluq hai, khudi apni zaat ki pehchan ka nam hai. Jis shakhs ne apne ander k insan k o pehchan liya, goya us ne Allah ko pehchan lia. Jis ne apne nasf ko pehchan lia aur use maat de di to usne Allah ko hasil ker lia. Allah ki pehchan k e liye insan ko apne ander jhankna zaruri hai, isi tarha woh apne maqsad-e-takhleeq ko s ama jh sakta hai aur Allah ki marfat pa sakta hai. There are only two important moments in our lives one is when we are born and the next is when we know that why are we born. Think again... وَلَا تَكُونُوا۟ كَٱلَّذِينَ نَسُوا۟ ٱللَّهَ فَأَنسَىٰهُمْ أَنفُسَهُمْ أُو۟لَٰٓئِكَ هُمُ ٱلْفَٰسِقُونَ और उन लोगों के जैसे न हो जाओ जो ख़ुदा को भुला बैठे तो ख़ुदा ने उन्हें ऐसा कर दिया कि वह अपने आपको भूल गए यही लोग तो बद किरदार हैं । सूरा अल-हश्र (الحشْر), वर्सेज: १९
Islamic knowledge article in Hindi and English Islamic books and true Islamic knowledge